SAME POEM YOU CAN VIEW IN ROMAN ENGLISH, JUST BELOW HINDI POEM
चींटी की चाल से
**************
परेशानी हवा के घोड़े पर सवार हो कर आती है
और चीँटी की चाल से वापिस जाती है
मैं भी चींटी जैसी ही हूँ
विषम परिस्तिथियों में भी प्रयासरत रहूंगी
धीमी रफ़्तार से ही सही
मंज़िल पाने का इरादा और हौंसला है
परेशानी से जूझ ही लूंगी
ज़िन्दगी के मैदान में
सरपट घोड़े से चाल मुमकिन नहीं
उम्र के इस पड़ाव पर
धीमे धीमे मंज़िल की तरफ
मज़बूत, सधे कदम
बढ़ाने का हौंसला
अभी भी साथ निभाता है मेरा
मेरे पास पंख हैं
सपनों की उड़ान के
खुला आकाश अभी भी है मेरा /
@रजनी छाबड़ा
Preshanee hawa ke ghode pr swar ho kar aatee hai
Chhentee kee chal se wapis jatee hai
Mein bhee cheentee jaisee hee hoon
Visham paristhiti mein bhee prayasrat rahoongee
Dheemee raftar se hee sahi
Manzil paane ka irada aur hounsala hai
Preshanee se joojh hee loongee
Zindagi ke maidan mein
Sarpat ghode se chaal mumkin nahi
Umar ke is padaav pr
Dheeme dheeme manzil kee taraf
Mazboot, sadhe kadam
Badhane ka hounsala
Abhi bhee saath nibhata hai mera.
Mere pass pankh hai
Sapnon kee udhaan ke
Khula akaash abhi bhee hai mera
Rajni Chhabra